Posts

Showing posts from July, 2024

Dekhna Maa part 2

  Dekha na Maa Aaj tera Ladka tujhe hi kuch nhi bata raha hain Ander hi ander kitna guthta chala ja rha hu, bachpan me to saari choti se choti chize tujhe bta deta tha par magar aaj itna sub sehne ke bad tujhe sub sahi hain bta raha hain dekhna na maa