Sayad Mujhe ishq ho raha hain
Sayad mujhe ishq ho raha hain mujhe lagta hain mujhe ishq ho raha hain, samaj nahi aa rha kisi batau or kese batau ki muhje ishq ho rha hain. Mujhe tumhare sath barish me ghumne ka mann hota hain, kaho aaoge mere sath mujhe tumhe jhumke dilane ka mann hota hain, ache lagenge na tumpe? mujhe tumhe har waqt seene se lagane ka mann karta hain, lagane doge na ? mujhe tumhare sath ghumna hain mathura ki galiyo me, chaloge na? mujhe tumhare sath banarsa ke ghaat pr suraj ko dalta hua dekhna hain, dekhoge na? mujhe samajh nhi aa raha kese roku khud ko tumhare bare me sochne se , ya sochne du tumhare bare me ? kese roku khud ko? ya ishq hone du chalo ek kaam karte hain, tum bhi krlo ishq mujhe se ,me batata hu kyu ishq karo tum mujhe se. me simple sa ladka , baatein prem ki karta hu.... bolte hain jo log mujhe chhod kar gaye the mujhe ki me paak ishq karta hu. Daal chawal pasand krne wala ladka hu agar tumhe khana banana nhi aata to me si...